Saturday, November 27, 2010

Nazdikiyan aap hi ne sikhai thi,
Ab dooriyan hamare bas ki baat nahi,
Kabhi yunhi anjaan raaho pe,
saath chala karte the hum,
ab,woh raahein bhi anjaan hain aur,
AAP bhi sath nahin.....

No comments:

Post a Comment